Saanson Ko Lyrics – Arijit Singh from the album Zid - 2014, sung by Arijit Singh. The song is composed by Sharib Toshi and the lyrics by Shakeel Azmi.
Saanson ko jeene ka, ishara mil gaya
Dooba main tujh mein toh, kinara mil gaya
Saanson ko jeene ka, ishara mil gaya
Zindagi ka pata, dobara mil gaya
Tu mila toh khuda, ka sahara mil gaya
Tu mila toh khuda, ka sahara mil gaya
Gum zada, gum zada, dil ye tha gum zada
Bin tere, bin tere, dil ye tha gum zada
Aaram de tu mujhe, barson ka hoon main thaka
Palko pe raate liye, tere vaaste main jaga (main jaga)

Palko pe raate liye, tere vaaste main jaga
Mere har dard ki gehraayi ko mehsoos karta hai tu
Teri aankhon se ghum tera mujhe maloom hone laga
Tu mila toh khuda, ka sahara mil gaya
Tu mila toh khuda, ka sahara mil gaya
Main raaz tujhse kahoon, humraaz bann ja zara
Karni hai kuch guft-gu, alfaaz bann ja zara

Juda jab se hua tere bina, khamosh rehta hoon main
Labon ke paas aa, ab tu meri aawaaz bann ja zara

Comments
Post a Comment